Samsung Galaxy J7 Phone -
Vibrator Motor Not Working Faults & Problems Solution
Smartphone me Vibrator motor ki many problems aati hai. In problems ko kaise solve kare – How to solve vibrator motor faults or problems in phone repairing. Aaj ke lesson me hum aapko sikhane ja rahe ki aap vibrator fault ko kaise solution kar sakte hai. Mobile repair course in hindi me aaiye jante hai vibrator kya hai or yah phone me kya work karta hai, faults or Multimeter se kaise check kiya jata hai.

Vibrator Motor: Vibrator ek electronic component hai jo phone me vibration uttpan krta hai. Vibrator ke works Power IC or Logic IC dwara control kiye jate hai. Vibrator phone ki faults kya hai aaiye jante hai

Samsung Galaxy J7 Faults or Problems: Phone me vibrator se related kahi problems aati hai jaise:
1. Vibration not working
2. Vibration hang hona
3. Vibration not work propar

Vibrator problems solution kaise kare aaiye jante hai step se step.

Samsung Galaxy J7 Phone Vibrator Faults or Problems Solution in Hindi:
In steps ko dtep by step follow kare -
1. Phone ki Setting me jaye or Check kare vibration Mode ON hai OFF. Yadi Off hai to ON kare. Check kare ki Problem Solve hoti hai ki nahi. Agar Nahi hoti hai to next step par chale.

2. Phone se battery, sim card or memory card ko bahar nikale, phone ke screw open kare or kisi safe place par rakhe. PCB ko phone ke internal fascia (Haddi) se screw open karte huye carefully bahar nikale.

3. Vibrator ke pcb par point, tips or connector ko clean or scratch kare. Fault solve na hone next steps ko follow krte jaye.

4. Multimeter ko buzzer mode par set karke vibrator motor ko check kare. Eliminator se 3V current dekar bhi check kar sakte hai. 3V current dene par Vibrator motor ghumne lage to OK hai. Eliminator se 3V dene ke bad bhi motor vibration na kare to faulty hai or Vibrator motor ko change kare.

5. Fault solve na ho to PCB par bane vibrator section ke sare small parts or track ko multimeter se check kare. Vibrator Track tuta huaa hai to jumpar kare.

6. Vibrator fault solution na hone par ab Logic IC or Power IC (UEM IC) ko heat, reball or change kare.

7. Vibrator problems solution nahi ho to CPU IC ko heat, reball or change kare.

Notes: Phone ko repair karte time IC ko heat kare, faults thik na ho to raball yani IC ko PCB se remove karke phir se solder kare. Phir bhi faults solution na ho to Change yani New IC lagaye. Ball IC ko BGA Kit se Repair bhi kar sakte hai.
Keywords: mobile, cell phone, samsung galaxy j7, android, smartphone, repair, how to fix, repair, solve, vibration, vibrator motor, not working, hangs, faults, problems, jumper ways, solution, kaise kare, hindi me, repairing tips, guide, pdf, books, video, apps, software download, in hindi.

स्मार्टफोन रिपेयरिंग के सभी तकनीकी कौशल सीखें, एक ही कोर्स में

Advance mobile repairing course EBook

हाउ टु पे एंड डाउनलोड - Click here