Samsung Galaxy J7 – Battery Charging Problems Solution
(How to Fix, Repair & Solve Battery Not Charging Faults in Hindi)

Charging Section:
Samsung Galaxy J7 Ki PCB Circuit Board per bahut se section bane hote hai unme se ek charging section bhi hota hai. Jiski help se Phone ki battery charge hoti hai. Charging section ke works ko charging IC or Power IC dwara control kiya jata hai.

Smartphone repairing course online hindi me aaj aap sikhenge – Samsung Galaxy J7 Phone me battery charge nahi hone ki fault ko kaise solve kare. Is Mobile Phone ki battery charge se related all faults ko solve karna learning karne se pahle aaiye jante hai battery not charging ki fault kitni types ki hoti hai.

Samsung Galaxy J7 Battery Charging Faults or Problems:
1. Battery not charging problem.
2. Display Par battery charging icon aata hai but battery not charge.
3. Battery full charge nahi hona.
4. Battery charger connect krne ke bad battery charge nahi hona.
5. Charger connect krne per Handset hot ho jana.
6. Charger connect hone ke bad battery charge dikhai nahi dena.

Aaiye jante hai, is Smartphone ki battery charging ki fault ko fix, repair, solve or others problems ko solution kaise kare.

how to fix repair solve battery not charging in samsung galaxy j7 in smartphone repairing in hindi
 सैमसंग गैलेक्सी जे 7 बैटरी चार्जिंग नही होने की खराबी ठीक करना सीखेंं

Battery Charging Faults & Problems Solution in Hindi:
Battery not charge ki fault ko solve krne ke tips ko step by step follow kare: -

1. Sabse Pahle Phone ke Battery charger ko check kare. Charger ki pin per 6 Volt se 8 Volt aane chahiye

2. Charger Connector ko Clean karke phir Volt check kare.

3. Charger socket ko resold krke 6 se 8 volt check kare.

4. Charger Connecter ko change kare. Yadi fault solution nahi hoti hai to next step per chale.

5. Ab is Smartphone ki battery volt check kare. Battery change karke dekhe.

6. Battery ko battery connector se connect karke battery connector per 1.6 Volt se 3.7 Volt Check kare.

7. Agar battery connector per 1.6 Volt se 3.7 Volt current value nahi aati hai to charging section track or ways ko check kare. Charging ways broken hai to solution ke liye jumper banaye. Jumper Ways Diagram Pics Dekhe.

8. Charging section me Fuse, Coil, charging diode or other small parts ko check kare, inme se koi bhi part faulty hai to change kare. connection broken hai to jumper banaye.

9. Yadi is Smartphone ki Battery not charging ki fault solve na ho to Charging IC ko Heat, Raball or Change kare.

10. Agar battery not charging ki fault solve na ho to Power IC ko Heat, Raball or Change Kare.

Notes: Agar phone ki display screen per not charging aata hai to battery change kare.

स्मार्टफोन रिपेयरिंग के सभी तकनीकी कौशल सीखें, एक ही कोर्स में

Advance mobile repairing course EBook

हाउ टु पे एंड डाउनलोड - Click here