Big Parts IC Identification
Network IC Identification Works Faults in Hindi
Network IC: Identification (Pahchan) Works (Karya) and Faults (Khrabiya)
In this lesson, aap sikhenge ki mobile phone repairing me pcb circuit board diagram per Network IC ki pahchan kaise kare, pcb per ic ki pahchan krna bahut hi easy hai. Mobile cell phone repair me hardware fault or problems ko solve krne ke liye pcb ki identification, introduction hona jaruri hai. Kisi bhi phone pcb motherboard per three types ke parts lage hote hai: card level, small or big parts.
Mobile phone ke big parts ko two bhago me divide kiya ja skta hai: network section ke big parts or power section ke big parts or ic. Network IC ke name se clear hota hai ki yah network section ka bada part hai. Network IC ko RF IC, Hager IC or RF Signal Processor ke naam se bhi jana jata hai. To chaliye start krte hai.
Mobile phone ke big parts ko two bhago me divide kiya ja skta hai: network section ke big parts or power section ke big parts or ic. Network IC ke name se clear hota hai ki yah network section ka bada part hai. Network IC ko RF IC, Hager IC or RF Signal Processor ke naam se bhi jana jata hai. To chaliye start krte hai.
Identification
Yah mobile phone ki pcb per network section me lagi hoti hai. Yah basically mobile pcb board per network section me antenna switch or pfo ke niche ya aas-pas lagti hai. Yah ic vargaakar hoti hai.
Works:
Yah CPU ke nirdeshaanusar (निर्देशानुसार) radio or audio trango ko receive (Praft) or transmit (bhejna) ka karya krti hai.Faults:
Network IC ke fault hone per mobile phone me ye problems aati hai –
1. Mobile phone me kabhi bhi Network nahi aayega.
2. Mobile phone dead bhi ho skta hai.
Practice:
Aapko har ek small or big parts ic ki pcb per self identification krna hai. Jab aap yah khud krke sikhenge, to aapko aasni se samajh me aayega. Aapko pratyek parts ko pcb per identify krna sikhna hai. Mobile phone repairing me next lessons me jitney bhi ic ki identification pcb per krna sikhaya jata hai, un sabki pcb per pahchan krna khud krke practically sikhe. Mobile phone repair krte time aapko all ic ki pahchan hona jaruri hai.
स्मार्टफोन रिपेयरिंग के सभी तकनीकी कौशल सीखें, एक ही कोर्स में