Mobile Phone Battery Volt Ko Multimeter Se Kaise Check Kare Hindi Me Sikhe
Mobile cell phone repairing or iphone repair android Smartphone repairing me dead phone, on-off problems, mobile phone not working, no switch on etc. problems me battery ke volt ko multimeter se check or testing krke yah pata kiya jata hai ki battery use krne ke yogya hai ya nahi. Digital multimeter ke dwara battery ke volt ko check krke yah malum kiya jata hai ki battery kitna charge hai. how to check battery volt using with a multimeter. Kisi bhi cell phone or screen touch phone ki battery volt ko check krne se pahle ye lesson jarur read kare
Kisi bhi mobile cell phone ko repair krte time battery ke volt ko check kiya jata hai. phone ki kai hardware faults problems ko fix, solve, repair, sudhar or solution krne ke liye multimeter se battery volt ko check kiya jata hai. to chaliye shuru krte hai.

Battery Volt Ko Multimeter Se Check Krna Sikhe
1. Multimeter ke Selector Rotatory Switch ko ghumate huye DC Current 20 Volt mode par set kare

2. Mobile phone battery ke positive (+) pin par Red probe or negative (-) pin par Black probe rakhe. Battery ke sabse side wala pin positive or tisra pin negative hota hi. multimeter ki red probe positive or black probe negative hoti hai.  

Mobile phone battery voltage ko multimeter ko use krke kaise check kare hindi me sikhe

3. Ab multimeter ke LCD Screen me battery ka voltage show hota hai. battery voltage 3.7V hona chahiye. Yadi voltage 3.7 volt se kam hai to battery ko full charge kare or phir se check kare.

Mobile phone repairing me ab aap kisi bhi cell phone ki battery voltage ko multimeter ko use krke check or testing kar skte hai. Mobile repair course in hindi me multimeter ke use se parts check karne ke almost all lesson MobiTechCareer.Com par publish ho chuke hai. Please is course ko un logo tak pahuchane me help kare jinko iski bahut jarurat hai. Agar aap sacche dil kisi ki help krna chahate hai to please social media sites jaise facebook, twitter, google plus or whatsapp par share jarur kare.

स्मार्टफोन रिपेयरिंग के सभी तकनीकी कौशल सीखें, एक ही कोर्स में

Advance mobile repairing course EBook

हाउ टु पे एंड डाउनलोड - Click here