Flash IC: Identification, Works and Faults in Hindi

Mobile phone pcb circuit board per flash ic ki pahchan kaise kare. Mobile phone repairing course online free in hindi me sikhe. Mobile cell phone repair krna sikhe. Aaj ke lesson me aap sikhenge pcb per Flash IC ki identify krna. CPU identification lesson me humne sikha tha ki cpu flash ic ke niche hota hai. To falsh ic cpu ic ke upar laga hota hai. Flash ic power section me laga hota hai. IC dikhne me kaisi hai, pcb per ic ka location kahan hai, Kis ic ke aas-paas ya upar-niche lagi hoti hai, pcb per ksi section me lagi hoti hai etc ki jankari ko yaad rakhna hai. Aajkal ke mobile phone ki RAM or ROM IC ko flash ic ke sath hi banakar pcb per laga diya jata hai. Isliye Falsh IC ko RAM IC, ROM IC, Memory IC or EEPROM IC ke naam se bhi jana jata hai. Is lesson me hum motherboard per memory ic ki pahchna krna sikhenge.

Identification:

Flash IC ko Memory IC, EEPROM IC, ROM (Read Only Memory) IC or RAM (Random Access Memory) IC bhi kaha jata hai. Yah mobile phone ke pcb per power section me lagi hoti hai. Flash ic pcb per others ic ke compare slim hoti hai. yah CPU kea aas-pas lagi hoti hao or yah aayataakar hoti hai.
How to identify Flash IC on pcb of a mobile phone | All IC identification on PCB circuit diagram | Mobile Phone Repairing Course | iphone Repair | cell phone repair Hindi me

Works: 

Mobile Phone ka OS (Operating Software) flash ic me install hota hai. Jab hum mobile phone me software flashing krte hai to purana software ke place per naya software install ho jata hai.

Flash IC Faults: 

Flash ic ke faults se hone wali problems: -
1. Mobile phone not working.
2. Mobile phone dead fault.
3. Software flashing nahi honga.
4. Software related all others problems

Practice:

Mobile phone pcb circuit board per flash ic ki pahchan krna khud practically krke sikhe.

Cell phone repair me ab aap flash ic ko pcb per easily pahchan kar skte hai. Aapko ek pcb per all parts ki khud identify krna sikhna hai. iske liye aap time pe time apna TEST lete rahe. Only read krne se kuch nahi honga aapko khud pcb per pahchan krke sikhna honga.

स्मार्टफोन रिपेयरिंग के सभी तकनीकी कौशल सीखें, एक ही कोर्स में

Advance mobile repairing course EBook

हाउ टु पे एंड डाउनलोड - Click here