मोबाइल रिपेयरिंग कोर्स
Audio IC - PCB Par Identification Works Faults Hindi Me | PCB Par Auido IC Ki Pahchan Kaise Kare
Audio IC: Identification Works Faults in Hindi
Mobile phone repairing me parts ki identification, works or faults ko jaane bina aap cell phone ki kisi bhi hardware problem or faults ko sudhar, solve, fix, repair or solution nahi kar skte hai. Aap mobile phone repair tabhi kar skte hai jab aapko pcb par lage a to z parts ki jankari ho. Aap MobiTechCareer par online free complete mobile phone repairing course sikh skte hai. Aapko regularly lesson sikhne hote hai. Agar aap kisi reason se continue nahi sikh pate hai to mobile repairing books pdf in Hindi ko download kar skte hai. Aaj ke lesson me aap sikhenge PCB per Audio IC ki pahchan kaise kare. to chaliye shuru krte hai.
Identification:
Mobile phone ki pcb circuit board diagram me yah IC power section me lagi hoti hai. is IC ko Melody or Cobba IC ke naam se bhi jana jata hai. yah IC SIM IC ki tarah chhote size ki hoti hai. yah chamakdar black colour me dikhti hai. Basically yah power ic ke aas-pas hi lagi rahti hai.
Works: yah mobile phone me Speaker (Earpiece) or Microphone (MIC) ke works ko control krti hai. Cell phone me speaker call ke doran sound sunane ke karya krta hai. MIC sound ko aage bhejne ka karya krta hai.
Works: yah mobile phone me Speaker (Earpiece) or Microphone (MIC) ke works ko control krti hai. Cell phone me speaker call ke doran sound sunane ke karya krta hai. MIC sound ko aage bhejne ka karya krta hai.
Faults: Auido ic ke faulty (khrab) ho jane par mobile phone me ye fault aati hai –
(A). Speaker sound not working – no sound during phone call from speaker.
(B). MIC not working – no sound during phone calls.
Call ke doran mobile phone ki mic sound ko aage nahi bhejta hai or speaker sound ko sunata nahi hai.
Ab aapne phone motherboard par is IC ki pahchan krna sikh liya hai. Aap khud practice krke power section me power ic ke upar-niche, right-left me is IC ko khoje. Ek bar aap iski pcb per location find kar lete hai to aapko kisi bhi pcb per isko khojne me koi problem nahi aayegi. Kya aap humhe thanks kahna chahate hai. Thanks ke badme me aap mobile phone repairing course ko apne school, collage ke classmates or social sites (facebook, twitter, google+. Whatsapp etc.) ke friends ke sath share kar skte hai.
स्मार्टफोन रिपेयरिंग के सभी तकनीकी कौशल सीखें, एक ही कोर्स में
मोबाइल रिपेयरिंग कोर्स
Big Parts IC Identification
Integrated Circuit
PCB Introducation & Identification