Network Capacitor: Identifiion, Works or Faults in Hindi

Mobile Phone ki PCB board per 3 types ke capacitor lage hote hai usme se ek network capacitor bhi hota hai. Aaj mobile phone repairing course ke lesson me aap sikhenge – Network capacitor ki pcb per identification kaise kare, iske karya or fault kya hai ke baare me sikhenge. Mobile cell phone ki motherboard per yah kuch sections me laga hota hai. Iski printed circuit board per identify krna bahut hi aasan hai. To chaliye shuru krte hai.

Identification: 

Yah 2 ya 2 se adhik non electrolytic capacitor se milkar bane hote hai. Yah dikhne me non electrolytic capacitor ki tarah hi hote hai. Lekin shape or size me unse do ya do se adhik guna big hote hai. Yah kai sections me lage hote hai
mobile phone repair krna sikhe - pcb circuit board motherboard per small parts - network capacitor ki pahchan kaise kare | karya or khrabiya

Works and Faults:

Yah current ko filter krte hai. Yah basically IC ke pas lage hote hai. Inke faulty hone per inse connected parts ko current filter nahi hoga.

Practice:

Ek mobile phone PCB circuit Board le or us per IC ke aas lage non electrolytic capacitor se 2 guna ya 3 guna bade network capacitor ki pahchan kare or unki location ko jaane.

Kya Aap Jante Hai ?

1. Mobile Phone ki pcb per small, medium, big yah 3 level ke non electrolytic capacitor lage hote hai. Inme se small or medium non electrolytic capacitor hote hai or big level ke capacitor network capacitor hote hai. Inme khas baat yah hai ki Network or non electrolytic capacitor halke brown or dono taraf dhari wale hote hai. Jisse unki  pcb per indentify krna bahut aasan ho jata hai

2. Coil or non electrolytic capacitor dono hi dikhne me halke kale colour or dono or white stripe ke hote hai. Lekin inme ek common different hai ki coil ka colour capacitor se gahra black hota hai.

Mobile phone repairing course in Hindi me sikhte rahiye. Next lessons me or bhi small parts ki identification, works or faults etc. ke baare me sikhe.

स्मार्टफोन रिपेयरिंग के सभी तकनीकी कौशल सीखें, एक ही कोर्स में

Advance mobile repairing course EBook

हाउ टु पे एंड डाउनलोड - Click here