Transistor: Identifiction, Works or Faults in Hindi

Mobile Phone Repairing Course ke aaj ke lesion me aap sikhenge ki cell phone PCB per Transistor ki identify kaise kare or karyakhrabiya kya hai. Mobile cell phone repair krna bahut hi aasan hai. Ab Aap online free mobile repairing course in Hindi me sikhe. Transistor mobile phone ki pcb per kisi bhi sections me laga mil jata hai. To chaliye shuru krte hai transistor ki pcb per identify krna

Identification:

Yah Black colour ka hota hai. Yah 3 legs ka bana hota hai. Jiske ek taraf 1 leg or dusri taraf 2 legs hote hai.

mobile phone repair krna sikhe - pcb circuit board motherboard per small parts - transistor ki pahchan kaise kare | karya or khrabiya
  

Works: 

Yah mobile phone me switching krne ka work krta hai.

Faults: 

Transistor ke faulty ho jane per mobile phone switching ka karya nahi karega.

Practice:

Ek mobile phone pcb le or us per ek taraf ek leg or dusri taraf 2 legs wale black colour ke part ko khoje.

Kya Aap Jante Hai ?

Printed circuit board per Ringer, Speaker, MIC, Vibrator, Display, Network, SIM Card, Memory Card, Headphone, Charging, Wi-fi, Data Cable, Keypad or others parts ke sections bane hote hai. PCB per mainly 2 sections hote hai – Network or Power Section. Kisi bhi part ke section me 3 type ke parts aapse me connected huye hote hai. For example:-
Ringer – Card level part hai.
Coils, Capacitors– Small part hai. Jo Ringer se jude hote hai.
Ringer IC – Big Part hai. Jo ringer, coils or capacitors se judi hoti hai.
Is type se mobile phone PCB per 3 types ke parts aapse me connected hokar work krte hai or iske liye pratyek parts ke apna alag ek section bana hota hai.

Mobile Phone Repairing

Mobile repair course online free in Hindi me sikhete rahiye per full smile ke sath. Next posts me aap sikhenge others small parts ki pcb per indent krna, unke works or faults etc. ke baare me.

स्मार्टफोन रिपेयरिंग के सभी तकनीकी कौशल सीखें, एक ही कोर्स में

Advance mobile repairing course EBook

हाउ टु पे एंड डाउनलोड - Click here