PCB Introducation & Identification
Mobile Phone PCB Circuit Board Per Small Parts - Cell Phone Repairing Course
Mobile Phone PCB Per Small Parts
Yah 2 Equipment Hai aapke pas to Sikhna Shuru Kare -
First, aapko yah believe krna honga apne aap per ki aap mobile phone repairing course sikhkar mobile repair krke money earning kar skte hai. Kya aap itna kar skte hai, agar aapne yah positive thinking apne mind me set kar di to aap yah man le ki aap already mobile repairing krna sikh chuke hai. Kuch krne ke liye kuch khone ki jaroorat nahi hai bas ek soch hi kafi hai.
Yah 2 Equipment Hai aapke pas to Sikhna Shuru Kare -
1. Aapke pas purana kharab mobile phone hai to –
Agar aapke pas koi bhi purana Nokia or Koi China Mobile phone hai to use open or disassemble krke PCB ko bahar nikalkar rakh de.
2. Aapne Digital Multimeter Buy Kar Liya Hai to –
Mobile Phone PCB |
PCB per parts ki identify krna sikhna kafi nahi hai, parts sahi ya kharab hai. Yah janane ke liye digital multimeter ka use krna aana chahiye. Aapke aas-pas market se multimeter nahi mil raha hai to Aap apne ghar per Multimeter online order krke mangwa skte hai.
Small Parts (Chhote Parts)
Digital Multimeter |
Mobile Motherboard per various small parts lage hote hai, Jinki identification, works or faults ke lessons sikhene ke liye niche di links par click kare –
4. Coil
5. Boost Coil
6. Regulator
7. Transistor
8. Fuse
9. Resistance
11. Charging Diode
12. Photo Diode
13. Rectifier Diode
Mobile phone PCB per in all small parts ki identification, works, faults etc. ke baare me sikhenge. In sabhi parts ke baare me only utna hi sikhenge jitna mobile repairing ke liye jaroori hai. Mobile repair course continue smile ke sath sikhte rahiye. Acche se sikhne ke liye kisi bhi lessons ko miss na kare.
स्मार्टफोन रिपेयरिंग के सभी तकनीकी कौशल सीखें, एक ही कोर्स में